Vivekanad ke samne ke makan me ki larki unko lain marti thi. Naren ko bhi suru main to acha laga par vichar kar unho ne man ko samjhaya ki yah patan(fall) ka marg hi. Par man kahan mane. ek baar...do baar.... teen baar...... Par nahi maana ushe dekhta hi raha. Bas Narenranath kitchen se mirchi lekar apne aankh main daal liye aur man(self) se kaha 'Aur jayega patan ki or?'
Aur wo itna uthe itna uthe ki....................
Where have us to move?????????????
Answered by
Achyutanand
at
12:55 AM on September 25, 2009