Aapki bhawnao ka mein aadar karta hoon. Jo terror ke adde aapki nazron mein hain wo kya sahi hai ? Sayad aapne kapol kalpit baton per yakeen kar liya ho. Sambhawtah haqueequat wo na hoDost, apni bhawnaon par niyantran rakhna bhi seekhein. Jo samne hai wo hi sahi nahi ho sakta, sach kahi door hai.
Posted in
Miscellaneous by Aru J at 11:47 PM on December 06, 2008