Asked by
avnish
in
Do It Yourself
at
1:00 PM on April 16, 2008
Dhiren's Answer
Wah, What a question! Dekhiye meri hisab se toh dono ko bachana chahiye lakin dono mein se agar ek ko toh meri hisab se jo aapko pyaar karta hai uska weight thoda jyada hai mere liye. because mein jisse pyaar karta hun, ho sakta hai kal woh mujhe bhool jayegi aur mein usko jabardast nahinh kar paoonga ki tum mujhe pyaar karo. lakin jo mere ko pyaar ko karta hai mein chahoonga toh usko pyaar kar sakta hun.
Answered at
6:11 PM on April 18, 2008
Read all answers