Asked by
Ramona
in
Love & Romance
at
1:24 PM on February 28, 2008
Chirag's Answer
pyaar me aisa hi hota hain , dono taaraf ek hi aag lagi hoti hain, phir bhi dono ko lagta hain ki saayad woh mujhe dost ki tarah dekhta hain, lekin sach to yeh hota hain ki dono ek dusre ko padh nahi paate, aksar aisa dekha jaata hain ki ladkiyo ko hum samaj nahi sakte lekin yaha to ladki hi fashi hui he, meri ek baat maano tum, Inkaar ka dar mat rakhna meri Dost, himmat karke apne pyaar ka izhaar karle, warna jindagi ka ye haseen pal ka mazaa jindagi me phir kabhi nahi aata, apna pyaar kahi aur chala jaaye is se pahele izhaar karle, warna saari jindagi afsosh karna padega , woh afshosh kya hota hain woh main jaanta hu, So, Please Himmat kar ke dekh, agar uska Dil bhi tumhare liye dhadkta hain to woh kahi nahi jaayege sirf tumhare paas hi vaapas aayega.........So best of luck and also Bst compliments from Me
Answered at
2:24 PM on February 28, 2008
|
Read Comments [0]
Read all answers