her koi janta hai ramayana walmiki ne likha hai ye koi nahi janta ki kab likha hai aur kya ye such hai ya nahi. agar ye such hai to ye us waqt ke logo ke liye tha ab ke liye nahi isi liye ise aap padhe aur is ke jo sahi mane le aur usper amal kare na ki tum isko kahani ya such ke chakker mein raho
Answered by
abdul jilani
at
1:02 PM on October 05, 2008