Is duniyaa mein sabhi tarah ke insaan paaye jaate hai..... selfish aur greedy insaanon ki taadaad to bahut jyaada hai.... ismein aashcharya karne jaisaa kuchh bhi nahi hai michelle!..... aise log nuksaan na pahunchaayen isaki saaodhaani to aapako rakhani padegi!
Answered by
Aruna Kapoor
, an ibibo Advisor,
at
11:45 AM on July 29, 2009