aapne jitna parah hai uske anusar job kare. kya aap koi saman idher se udhar bhi nahi de sake. ya kisi dukan me koi grahak aaye to usko thanda pani pillaye. yeh bhi job kahalata hai. kush na kamani se acha hai kuch to mila. dhire -2 sayad aur achha job mele aur amdani achi ho jai. kyo yah kaya bura hai. ya ttum riksaw ka ya scooter ka chalane ka job kar sakate ho.
Answered by
bkb272
, an ibibo Citizen,
at
1:43 PM on July 07, 2009