bansilal ji, lagta hai aap films bahut dekhte hai, tabhi aisa question kiya hai aapne, film main to sab kuch 3 hrs main ho jaata hai magar asli jindagi main din main taare nazar aa jaate hai,
humare society main har insaan upper oothna chahta hai, apni mehnat se apni kabiliyat se or sabse badi baat ape naseeb se.
garib hamesha garib nahi rahta kismat se hi paise wala ho sakta hai. mehnat se zhopadi bana sakta magar kismat se hi aalishaan mahal bante hai.
ab rahi ladki patane ki baat,
to pehle to ye choose kare ki kaun amir ladki aapke close hai, agar nahi hai to aap uske close jaaye,phir uske baad aapko usse impress karna hai, apni imaandari se,samajhdari se, knowledge se, or dilari se, jitna jayada aap mehnat se uska dil jeet lenge utna hi woh aapke kareeb aati jaayegi,
kabhi bhi apni niyat zahir nahi hone de, ki main paise ke liye usse pyaar karta hoon, uske paise ki tarah dekhe bhi nahibalki paise walon main usse bahut chota bataye,usse kahe ki duniya main ek se bad kar ek paise wale hai.main paise ko kam value deta hoon, insaaniyat ko jayada, or aisa sabit kar ke dikhaye, kuch isse tarah kayi baar uske dwara li gayi har pariksha main uska dil jeet kar aap uske or kareeb aa sakte hai, usse apni jarurat ka ahsaas paida kare. hamesha izzat se baat kare, apni garibi ke baare main usse kabhi nahi kahe. garibi ka rona nahi kare uske saamne, mere paas ye nahi hai, woh nahi hai, paise nahi hai, hamesha ye kahe sab kuch hai jayada ki mujhe koi jarurat nahi.
or kabhi aap kahi oolazh jaaye to mujhe mail kare ya online advice lete rahe. main tumahari shaai jaroor kisi amir ladki se hi karwa ke maanunga.
bas aapko jaisa main kahu waisa hi karna hai.
di chota nahi karo apne ooper confidence rakhe or mujhe per bhi.
to kya aap ke close main koi amir ladki hai, agar nahi hai to usse pehle talash kare. phir aage ki planing hum dono karte hai.
theek hai. banshilal ji.
take care
god bless.
Answered by
atulsrivastav
at
12:01 AM on June 07, 2012