hello andy,
ake sawal k bahut sare jabab hain...kyoni apne kisi ek ladke k liye nhin baliki sabhi boys k liye puccha hai. to jahir si baat hai ki har ladke ki alag-alag pasand hogi jise pane k liye ve kucch b karne ko taiyar ho jaye aur fir bad main unhen afsos b ho.
to gour kiziye in cheejo ki list par-
JUNOON AFSOS
1-girlfrnd jab bibi ban jaye
2- drugs (nashili cheezen) jab lat (adat) pad jaye
3- paisa jab galat kaam me kharch ho
4- dost jab dushman ban jaye
5- bike jab khud ko ya kisi aur ko ghayl kr de
6- jua (gambling) jab sara paisa haar jayen
7- faishen jab majak ban jaye
aur b kafi cheejen jinhain pane k liye boys par junoon sawar rahta hai...magar bad me unhen pacchtana padta hai. main ummid krti hu ki apko apne sawal ka jawaw mil gaya hoga.....
take care....
Answered by
Neelam Soni
at
2:40 PM on December 17, 2008